Afreen Afreen Piano Notes Rahat Fateh Ali Khan 2017

0
1175
Afreen Afreen piano notes
5/5 - (1 vote)

Afreen Afreen Piano Notes

Song: Afreen Afreen

Artist: Rahat Fateh Ali Khan , Momina Mustehsan

Release date : 15/12/2017

Afreen Afreen Piano Notes

How To Read Piano Notes

  • “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
  • “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
  • “-” is used for Holding the notes according to the song.
  • Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
  • (A)G  here A is kan note or sparsh note  and “G” is main note .
  • [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
  • { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .



Music Details – 

Original scale –  G#

Video-

Afreen Afreen Piano Notes

Sthai –

Aisa  / dekha  / nahi  / khoob- / soorat  / koyi

G# .G / .D# – .D# A#  – / A# A# / .G G# / A# C A# D# / C# C

Jism jaise ajanta ki moorat koyi …same as above line



Jism  / jaise  / nigaahon  / pah  / jaadu /  koyi

G# .G / G# – C – / C C C  – C# / A# C A# D# / C# C

Jism naghmah koyi Jism khush-bu koyi …..same as above line


Jism  / jaise  / mahakti /  hui  / chaandani

C C# / C A# A# F / F F F / C# C#  / F – D# D#

Jism jaise machalti hui raagini

Jism  / jaise  / kih khilta  / hua ik  / chaman

D# D# / D# G – / G#* G F F / C# C# F  / D# D#

Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran ….same as above line

Jism tarsha /  huwa /  dil- / kash o /  dil- /nisheen

D# G#* – G#* G#*  / G#* G#* / G  / G G#*  / G#* / G#* G#* – 

Sandaleen  / sandaleen

D# D# G – /  G  – G#* (G)F –

Marmareen /  marmareen
F (D#)C# C# /  D# – C# CA#  –


Husn-I  / jaanaan /  ki ta’reef  / mumkin nahi

G# .G / G# – C – / C# C A# A# – .G / G# G# G# G#

Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi



Aafireen  / aafireen

C C# (C)A# – / D# – D# D#

Aafireen  / aafireen

D# D# F(D#) – / C# C C A# – 

Tu bhi  / dekhe  / agar  / to kahe /  ham-nisheen

D# D# / D# F F /  C# D# / D# D# D# F / D# C# C A#

Aafireen aafireen

Aafireen aafireen

Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi



Jaane /  kaise /  baandhe /  tu ne  / akhiyon ke  / dor

.G G# / A# G# / .G G# / G# G# / G# C A# C# / C – A#C A#G#

Man  / mera  / khincha  / chala  / aaya  / teri or

.G G# / A# G# / .G G# / .F .F / .D# .F / .C# .C .D# –

Mere chehre ke subh zulfon ki sham …..same as above lines

Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam

Nazron ne  / teri  / chhuwa

.F A# A# A# / G# .F /  .F .F  

To hai yih jaadu hua



Hone  / lagi hoon  / main  / haseen

C A# C# / C# C# C# / C / G# G# C A# – C A#

Aafreen Aafreen Aafireen



Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai

Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai

Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal

Chehra jaise kali chehra jaise kanwal

Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi

Chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi

Chehra koyi alf lailawi daastaan

Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan

Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi

Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen



Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

Aafireen aafireen

Aafireen aafireen

Tu bhi dekhe agar to kahe hamnisheen

Aafireen aafireen

Aafireen aafireen

Husn-I jaanaan ki ta’reef mumkin nahi

Aafreen aafreen

Aafireen