Apni Azadi Ko Hum Piano Notes
Song : Apni Azadi Ko Hum
Movie: Leader
Singer: Md. Rafi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music: Naushad
Release Date : 27/3/1964
Apni Azadi Ko Hum Piano Notes
How To Read Piano Notes
- “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
- “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
- “-” is used for Holding the notes according to the song.
- Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
- (A)G here “A” is kan note or sparsh note and “G” is main note .
- [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
- { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .
Music Details –
Original scale – E
Rhythm – 7 Beats , Rupak Taal
Video-
Apni Azadi Ko Hum Piano Notes
Sthai –
Apni / azadi / ko hum / hargiz / mita / sakte / nahi
E E / E – F# G# A / G# B / A – G# / F#F# G# / AG# F#G# / F# E –
Sar / kata / sakte hain / lekin / sar jhuka / sakte / nahi
E* – / D# E* / D C# B – D / C#B BA / A – G# F# / E – F# – / G# A –
Sar / jhuka / sakte / nahi
EB / BA / G#F# F#G# / F#E –
Stanza – 1
Humne / sadiyon / mein ye / azadi / ki nemat / payi hai
A – G# / F#G# F#E / F# – A / A A AB / BB C#B / C#E* DC#(B) –
Humne / ye / nemat / payi hai
E – F# – / G# / A – B / F# G# F# E –
Saikdon qurbaniyan de kar ye daulat payi hai ….same as above lines
Humne ye daulat payi hai
Muskura / kar / khayi hain / seeno / pe / apne / goliyan
E* E* C# – / BA / B BB / G#A AC# / C# / C#D# E*D# / C#D# C#B(C#) –
Seeno pe / apne / goliyan
A – C# C# / C#D# E*D# / C#D# C#B(C#) –
Itne / veerano / se / guzre / hain to / jannat / payi hai
C#C#C# / C# C#B BA / A / AAA / F# – G# / A – B / G#A F#E
khak mein / hum / apni / izzat / ko mila / sakte / hain
E* – D# E* / DC# / B – D / C#B BA / A – G# F# / E – F# – / G# A –
apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin
Stanza – 2
kya chalegi zulm ki ahele wafa ke samne
ahele wafa ke samne
A nahin sakta koi shola hawa ke samne
shola hawa ke samne
Lakh faujein leke aye aman ka dushman koi (2)
ruk nahin sakta hamari ekta ke samne
hum wo pathar hain jise dushman hila sakte nahin
apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin
sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin
sar jhuka sakte nahin
Stanza – 3
Waqt ki awaz ke hum sath chalte jayenge
hum sath chalte jayenge
har Kadam par zindagi ka rukh badalte jayenge
hum rukh badalte jayenge
gar watan mein bhi milega koi gaddar e vatan
koi gaddar e vatan
apni takat se hum uska sar kuchalte jayenge
ek dokha kha chuke hain aur kha sakte nahin
apni azadi ko hum hargiz mita sakte nahin
vande matram vande matram vande matram
Stanza – 4
hum vatan ke naujawan hain humse jo takrayega
humse jo takrayega
wo hamari thokaron se khak mein mil jayega
khak mein mil jayega
waqt ke tufan mein beh jayenge zulm o sitam
asman par ye tiranga umar bhar lehrayega
umar bhar lehrayega
jo sabak bapu ne sikhlaya bhula sakte nahin
sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin
Apni Azadi Ko Hum piano notes are available on pianopandit.com . You can learn piano in simple steps with our piano experts or pandits .