Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano Notes Music Sheet 1989

0
442
Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano Notes
5/5 - (1 vote)

Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano Notes

Song : Babul Ka Yeh Ghar Behna
Movie : Daata
Singers: Alka Yagnik, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjan
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Release on: 23/6/1989

Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano Notes



How to play Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano notes for Piano , Guitar & Voilin . 

How To Read Piano Notes

  • “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
  • “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
  • “-” is used for Holding the notes according to the song.
  • Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
  • (A)G  here A is kan note or sparsh note  and “G” is main note .
  • [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
  • { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .

Babul Ka Yeh Ghar Behna Piano Notes

Babul Ka Yeh Ghar Behna sargam notes

Music Details

Original Scale – G

Rhythm – 8 Beats

Video-

Sthai –

Babul / ka ye / ghar / behna
B B / B A / A B / A G G –

Kuch / din ka / thikana / hain
G .F# / G AA / A A – A G / A B – – A – G –
Banake dulhan ek din ….same as above lines
Tujhe piya ghar jana hain

Stanza – 1

Bapu / tere / bagiya / ki
DD/ DC# / DE E / D(C#) – – C# – B –

Main tho / wo / kali / hoon / re
B B / B / A AB / A G / G(.F#) –

Ho Bapu tere bagiya ki
Main tho ek kali hoon re

Chod teri bagiya muje …..same as Babul ka ye ghar behna
Ghar piya ka sajana hain

Kyun chod teri bagiya muje
Ghar piya ka sajana hain

Beti ghar babul ke …same as Bapu tere bagiya ki
Kissi aur ki amanat hain
Beti ghar babul ke
Kissi aur ki amanat hain
Dastoor duniya ka
Hum sab ko nibhana hain

Stanza – 2

Maiya tere anchal ki
Main to ek gudiya re
Maiya tere anchal ki
Main to ek gudiya re
Tune mujhe janam diya
Tera ghar kyun begana hain
Maiya tune mujhe janam diya
Tera ghar kyun begana hain

Maiya pe kya beet rahi
Behna tu ye kya jane
Maiya pe kya beet rahi
Behna tu ye kya jane
Kaleje ke tukde ko
Roh roh ke bhulana hain

Stanza – 3

Bhaiya tere angana ki
Main kaise chidiya re
Ho bhaiya tere angana ki
Main kaise chidiya re
Rat bhar besara hain
Subha udd jana hain
Rat bhar besara hain
Subha udd jana hain

Yade tere bachpan ki
Ham sab ko satayengi
Yade tere bachpan ki
Ham sab ko satayengi
Phir bhi teri doli ko
Kandha to lagana hai
Bahena teri doli ko
Kandha to lagana hai.

Babul Ka Yeh Ghar Behna piano notes are available on pianopandit.com . You can learn piano in simple steps with our piano experts or pandits .