Teri Mitti Piano Notes Kesari B Praak 2019

0
832
Teri-metti-B-prack-Kesari-piano-notes
5/5 - (1 vote)

Teri Mitti Piano Notes

Song – Teri Metti

 Singer – B prack

 Movie –  Kesari

 Year – 2020

Teri Mitti Piano Notes

How To Read Piano Notes

  • “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
  • “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
  • “-” is used for Holding the notes according to the song.
  • Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
  • (A)G  here A is kan note or sparsh note  and “G” is main note .
  • [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
  • { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .

Music Details –

Original scale – D#

Video-

Teri Mitti Piano Notes

Interlude-

D#A# …… G#C…….G#A#

Sthai.. 

(with higher octave)

Tal / varon pe  / sar  / vaar diye

D#- / D#FGFG/ FFD# / D#FGFG
Angaaron  / mein  / jism  / jalaya hai

GGGF/ D#/ D#D#/ D#D C– D – D#
Tab jaake ke  / kahin  / humne  / sar pe

D#D# D#F  D#F/ D#.D / .A# .A# / D D#
Yeh kesari rang sajaaya hai

A# D D#F/ FFF/ FGFGFD#D#/ D#D C– D D#

Loop tune……..D# D#D#     .D# D#D#  .D# D#D#

Antara

Aye meri zameen  / afsoss nahi

 FFFGG/ FFFGG
Jo tere liye sau dard sahe

FFFFF/ GFD#.CC D#D#
Mehfooz rahe  / teri aan sada

.D .D .DD#D#/ D#D FD#D#DD C
Chaahe jaan meri  / yeh rahe na rahe

.A# .A# .A#A#A# / FFGFD#D#D#D#

Aye meri zameen mehboob meri……………same as above lines but with higher octave
Meri nass nass mein tera ishq bahe
Pheeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe

Teri mitti  / mein mill jawaan

.A# .A# .CD#/ D#.D FD#D#.DD .C
Gul banke main khill jawaan…………same as above lines
Itni si  / hai dil  / ki aarzoo

CA# A# C/ CA# A# C/ A# G#GA# – –
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo………………..same as above lines

Wo o…

Filler..

FG- – –

.A# G#GFG- –

FGFA# – –

CF- –

 Stanza 2

Sarson se bhare khalihaan mere
Jahaan jhoom ke bhagra paa na saka
Aabad rahe woh gaaon mera
Jahaan laut ke wapas jaa na saka

Ho watna ve, mere watna ve
Tera mera pyar nirala tha
Kurbaan hua teri asmat pe
Main kitna naseebon wala tha

Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo

Stanza 3

O Heer meri tu hansti rahe
Teri aankh ghadi bhar nam na ho
Main marta tha jis mukhde pe
Kabhi uska ujaala kam na ho

O maai meri kya fiqr tujhe
Kyun aankh se dariya behta hai
Tu kehti thi tera chaand hoon main
Aur chaand hamesha rehta hai

Teri mitti mein mill jawaan
Gul banke main khill jawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri kheton mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo