Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan Piano Notes Jaswant Singh 1995

0
966
Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan piano notes
5/5 - (1 vote)

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan Piano Notes

Song : Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan

Singer : Jaswant Singh

Lyrics : Jaswant Singh

Music : Nikhil Vinay

Year : 1995

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan Piano Notes


How To Read Piano Notes

  • “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
  • “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
  • “-” is used for Holding the notes according to the song.
  • Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
  • (A)G  here A is kan note or sparsh note  and “G” is main note .
  • [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
  • { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .


Music Details –

Original scale –  Cm

Video-

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan Piano Notes

Sthai –

Waqt  / ka ye /  parinda  / ruka hain /  kahan

G – / A C* C* –  / C* D* C* A – – G / G A C* C* – / C* C* –
Main thaa paagal jo usko bulata raha ….same as above lines


Chaar  / paise /  kamane /  main  / aaya  / seher

D*  – C* / C* A A – G / G G – G / G A G F D# – / D# D# –    

 
Gaaon  / mera /  mujhe  / yaad  / aata  / raha

C – / D D – / D D / F – F / FD# D#D  – / C C  


Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Stanza – 1


Lautta  / tha /  main jab / path / shala  / sa ghar

G – A – / A – / A A / A – A –  C* A A  – – –  / G G 
Apne /  hatho se /  khana /  khilati  / thi maa

G –  / A – A – A  / A  A – / G  F D# G – / G G –
  
Raat apni mamta ke aanchal tale
Thapki deke mujhko sulati maa …..same as above lines


Soch ke dil mein ek tees uthati rahi …..same as waqt ka ye parinda
Raat bhar dard mujhko jagata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Stanza – 2


Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the
Jab ravana huaa thaa seher ke liye
Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon
Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye
Ek main banuga bada aadmi
Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Stanza – 3


Maa ye likhati hain harbaar khat mein mujhe
Laut aa mere bete tujhe hain kasam
Tu gaya jabse pardesh bechain hoon
Neend aati nahi bhookh lagti hain kam
Kitana chaha na rou magar kyaa karoon
Khat meri maa ka mujhko rulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha.

Click here For Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan songs lyrics

Waqt Ka Ye Parinda Ruka Hai Kahan piano notes song details –