Woh Kagaz Ki Kashti Piano Notes
Song : Woh Kagaz Ki Kashti
Singer : Jagjit Singh
Film : Aaj
Music Director : Chitra Singh /Jagjit Singh
Lyrics : Sudarshan Faakir
Year – 2004
Woh Kagaz Ki Kashti Piano Notes
How To Read Piano Notes
- “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
- “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
- “-” is used for Holding the notes according to the song.
- Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
- (A)G here “A” is kan note or sparsh note and “G” is main note .
- [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
- { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .
Music Details –
Original scale – E
Video-
Woh Kagaz Ki Kashti Piano Notes
Sthai –
Ye daulat / bhi le lo, /
.D.D– E- – / EE– E- /
ye shohrat / bhi le lo
EE– FG- / EE– FED-
bhale cheen lo / mujhse meri / jawaani
.D.D– E- – EE/ E– EEFG- – / EE– E-
magar mujhko / lauta do / bachchpan ka / saawan
FA – A – – G# / B A A – – G# / B A A – – / G# B A A –
wo kaagaz / ki kasthi / wo baarish / ka paani
A A B A – – / G# F# EG# – / G# G# F# G# – / EE– FE.D–
Antara –
Mohalle / ki sabse / nishaani / purani
G# G# – FE- / EE– E- / FG# – FE- / EE– E-
wo budhiya / jise / bachche / kehte / the naani
G# G# – FE- / EE- / E– F- / G# G# FE- / EE– E-
wo naani / kee baaton / mein pariyon / ka dera
A B – B – / B B – B – / B B – CB A / A A – A –
wo chehre ke jhuriyon mein sadiyon ka phera …same as above line
bhulaaye / nahin / bhool / saqta / hai koi
A C– C- / B C- / C- / CB B D- / CB A A –
wo choti / see raaten / wo lambi / kahaani
A A B A – – / G# F# EG# – / G# G# F# G# – / EE– FED–
Antara – 2
Kadi dhoop mein apne ghar se nikalna
wo chidiya wo bulbul wo thithli pakadna
wo gudiya ki shaadi pe ladna jhagadna
wo jhoolon se girna, wo gir ke sambhalna
wo pithal ke challon ke pyaare se tho’fe
wo tuti hui chudiyon ki nishaani
Anatara -3
Kabhi re’t ke oonche tilon pe jaana
gharonde banana, banaake mitaana
wo maasoom chaahat ki tasveer apni
wo khwabon khilono ki taabir jaageer apni
na duniya ka gham tha na rishton ke bandhan
badi khoobsoorat thi wo zindgaani
Ye daulat bhi le lo, ye shohrat bhi le lo
bhale cheen lo mujhse meri jawaani
magar mujhko lauta do bachchpan ka saawan
wo kaagaz ki kasthi wo baarish ka paani..