Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes Music Sheet- 1970

0
323
Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes
5/5 - (1 vote)

Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes

Song : Rangeela Re Tere Rang Mein

Movie: Prem Pujari

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Gopaldas Saxena

Music Composer: Sachin Dev Burman

Music Director: Sachin Dev Burman

Release on: 28/1/1970


Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes


How To Read Piano Notes

  • “.” is used for lower octaves notes eg-(.F , .A )
  • “*” is used for Higher Octave notes eg. – ( F* G* )
  • “-” is used for Holding the notes according to the song.
  • Notes written “EF” in this manner means they are playing fast or two notes on one beat.
  • (A)G  here A is kan note or sparsh note  and “G” is main note .
  • [ D – A# ] here [ ] is used for sliding one note to another eg. – D To A in Guitar or Violin
  • { A#A GA A# } here {} is used for playing notes in fast mode .

How to Play Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes on Piano Keyboard Guitar Violin Cello .

Music Details –

Original Scale –  G

Rhythm – 8 Beats

Sample Piano Notes


Video-

Rangeela Re Tere Rang Mein Piano Notes

Sthai –

Rangeela re / e  / rangeela

G A A# D– – D#D – / F – – / D# D D – –     

Rangeela re  / tere  / rang  / mein

G A A#D – – / D D / CD A# – / C – 

Yun  / rangaa  / hain  / mera  / mann

C / D(C)A# – / C – / C D / A# –  G –  – A A# A G .F –  

Chhaliya re / naa  / buze  / hain

.F .F G A – / A / A#(A)G – / A – 

Kisi  / jal  / se  / ye  / jalan

 A A# / (A)G – / A –  / A / A#(A)G C – 

Hoo

DD# DC A#C A#A G 

Rangeela re, tere rang mein,

Yun rangaa hain mera mann

Chhaliya re, naa buze hain,

Kisi jal se ye jalan

Stanza- 1

Palakon ke  / jhule pe / sapano ki  / dori

G G A / A# C A# A / A A# G / A C –  

Pyaar  / ne / baandhi jo / tu ne  / wo todi

C –  / B / C D C A# A# C / A# A / A# A G 

Khel ye  / kaisaa re / kaisaa re  / saathi

D C – / D E D C / C D C B / B C(B) – 

Diyaa to  / zoomei hain / roye hain  / baati

C C B / C D C A# / A# C A# A / A# A G   

Kahin bhi  / jaaye re /  roye  / yaa  / gaaye re

G G A / A# C C A# / C C / A# / A C A# –  

Chain naa  / paaye re  / hiyaa

G A / A# C A# A / A# F – –    

Waah re  / pyaar  / waah re  / waah

F D# D / C A# – / C A# A  / G  

Rangeela re, tere rang mein,

Yun rangaa hain, mera mann

Chhaliya re, naa buze hain,

Kisi jal se ye jalan

Hoo rangeela re

Stanza- 2

Dukh mera dulhaa hain, birahaa hain doli

Aansoo ki saadi hain, aahon ki choli

Aag main pioo re, jaise ho paani

Naa re diwaani hoon, pidaa ki raani

Manawaa ye jale hain, jag saaraa chhale hain

Saans kyon chale hain piyaa,

Waah re pyaar waah re waah

Rangeela re, tere rang mein,

Yun rangaa hain, mera mann

Chhaliya re, naa buze hain,

Kisi jal se ye jalan

Hoo rangeela re

Stanza- 3

Rangeela rangeela

Maine to sinchi re, teri ye raahen

Maine to sinchi re, teri ye raahen

Baahon mein teri kyon, aauron ki baahen

Kaise tu bhoolaa wah, phoolon si raaten

Samajhi jab aankho ne, anakhon ki baaten

Gaaw har chhootaa re, sapana har tuta re

Phir bhi tu ruthhaa re, piyaa,

Waah re pyaar waah re waah

Rangeela re, tere rang mein,

Yun rangaa hain, mera mann

Chhaliya re, naa buze hain,

Kisi jal se ye jalan

Hoo rangeela re

Rangeela re.